SEARCH RESULTS
Showing search results for "aatish-e-namruud"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aatish-e-namruud"
Sher
be-KHatar kuud pa.Daa aatish-e-namruud me.n ishq
aql hai mahv-e-tamaashaa-e-lab-e-baam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
mai.n aaj sar-e-aatish-e-namruud kha.Daa huu.n
ab dekhiye ye KHalq-e-KHudaa kyaa mujhe samjhe
Rasa Chughtai
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "aatish-e-namruud"
Naat
gulshan-e-taiba me.n zikr-e-aatish-e-namruud kyaa
bijliyo.n ko bhii yahaa.n ham be-asar dekhaa kiye
Mahwi Siddiqi
Ghazal
ho jaa.e sard aatish-e-namruud aaj bhii
lekin KHaliil saa yahaa.n iimaa.n kahaa.n rahaa
Fakhruddin Ghauri Faiz
Ghazal
har aatish-e-namruud ko gulzaar banaanaa
KHaaliq ke KHaliilo.n ke liye kuchh bhii nahii.n hai
Aalam Nizami
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
kabhii to aatish-e-namruud sard bhii hogii
qaraar paa.egaa qalb-e-tapaa.n kabhii na kabhii
Aziz Badayuni
Ghazal
phir se momin aatish-e-namruud me.n Daale ga.e
hai yahii sunnat KHaliilullaah kii maatam na kar
Muzaffar Ali Syed
Ghazal
aagaah ki gulzaar hai ik aatish-e-namruud
baaqii jo hai shaddaad kii jannat kii tarah hai
Mohammad Aazam
Ghazal
jalaa sakegii na zinhaar aatish-e-namruud
hai shart ye ki ho.n tujh me.n KHaliil ke andaaz
Amjad Najmi
Ghazal
poro.n se nikal aa.ii hai ik barf kii Tahnii
ai dost yahii aatish-e-namruud hai mujh me.n