SEARCH RESULTS
Showing search results for "aatish-e-namruud"
Ghazal MATCHES FOR "aatish-e-namruud"
Ghazal
mai.n aaj sar-e-aatish-e-namruud kha.Daa huu.n
ab dekhiye ye KHalq-e-KHudaa kyaa mujhe samjhe
Rasa Chughtai
Ghazal
hisaar-e-aatish-e-namruud me.n ghiraa huu.n mai.n
ab itnii sust qadam kyuu.n hai.n rahmate.n terii
Anjum Irfani
Ghazal
har aatish-e-namruud ko gulzaar banaanaa
KHaaliq ke KHaliilo.n ke liye kuchh bhii nahii.n hai
Aalam Nizami
Ghazal
jalaa sakegii na zinhaar aatish-e-namruud
hai shart ye ki ho.n tujh me.n KHaliil ke andaaz
Amjad Najmi
Ghazal
aagaah ki gulzaar hai ik aatish-e-namruud
baaqii jo hai shaddaad kii jannat kii tarah hai
Mohammad Aazam
Ghazal
ho jaa.e sard aatish-e-namruud aaj bhii
lekin KHaliil saa yahaa.n iimaa.n kahaa.n rahaa
Fakhruddin Ghauri Faiz
Ghazal
sard hogii ek din ye aatish-e-namruud bhii
baarhaa guzre hai.n ham is karb ke tuufaan se
Ateeq Muzaffarpuri
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
aatish-e-namruud sehn-e-gul banaa thaa aur ham
sehn-e-gul me.n aatish-e-namruud kii baate.n kare.n
Siddiq Fatahpuri
Ghazal
phir se momin aatish-e-namruud me.n Daale ga.e
hai yahii sunnat KHaliilullaah kii maatam na kar
Muzaffar Ali Syed
Ghazal
tesha-e-koh-kanii aatish-e-namruud hai ye
aazmaa.ish kaa taqarrur hai agar samjho to
Dawood Kashmiri
Ghazal
aatish-e-shauq nahii.n aatish-e-namruud se kam
aag kaa Dar ho to but-KHaane pe dhaavaa na kare
Ameen Hazin
Ghazal
na ab vo aatish-e-namruud hai na sho.ala-e-tuur
tirii nigaah ko kyaa ho gayaa KHudaa jaane
Habeeb Ashar Dehlavi
Ghazal
Aabid Jafri
Ghazal
aatish-e-vaqt ne paalaa hai ba.De naazo.n se
ye na samjho kisii tuufaan se Dar jaa.uu.ngaa
Ibraheem Aatish
Ghazal
kabhii to aatish-e-namruud sard bhii hogii
qaraar paa.egaa qalb-e-tapaa.n kabhii na kabhii
Aziz Badayuni
Ghazal
atraaf ke maahaul se kuchh siikh lo 'aatish'
tanhaa jo nazar aa.e samajh-daar nahii.n hai
Hafeez Aatish
Ghazal
poro.n se nikal aa.ii hai ik barf kii Tahnii
ai dost yahii aatish-e-namruud hai mujh me.n