SEARCH RESULTS
Showing search results for "achhuutii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "achhuutii"
Ghazal
Akhtar Shumar
Nazm
lab-e-ju-e-bare
jis ke us paar jhalaktaa nazar aataa hai mujhe
manzar anjaan, achhuutii sii dulhan kii suurat
Meeraji
Nazm
ek actress
shu.aa-e-sahar kii tarah thii achhuutii
bahaaro.n sitaaro.n kaa KHvaab-e-hasii.n thii
Naresh Kumar Shad
MORE MATCHES FOR "achhuutii"
Ghazal
phir ko.ii jaa.n-navaaz bahaana taraash lo
phir ko.ii dil-fareb achhuutii KHataa karo
Jameel Malik
Ghazal
yahii nahii.n ki zamiine.n mirii achhuutii hai.n
mai.n aasmaan bhii apne liye banaataa huu.n
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
vo dahaktaa hu.aa paikar vo achhuutii ra.ngat
chuum le jaise ko.ii laala-e-sahraa.ii ko
Shahzad Ahmad
Ghazal
vo mujh ko chhuu ke pashemaa.n hai ajnabii kii tarah
adaa.e.n us kii achhuutii sharaarte.n bhii na.ii
Abdul Wahab Sukhan
Qita
ki dast-e-KHaas se apne achhuutii ik muurat
banaa.ii aur banaa ke zamii.n pe de maaraa
Akhtar Ansari Akbarabadi
Ghazal
zulm kyaa kartii tirii chashm-e-fusuu.n-saaz nahii.n
ik achhuutii sii hayaa kaa mujhe andaaz nahii.n

