SEARCH RESULTS
Showing search results for "adiim"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "adiim"
Ghazal
yaad kar ke aur bhii takliif hotii thii 'adiim'
bhuul jaane ke sivaa ab ko.ii bhii chaaraa na thaa
Adeem Hashmi
Sher
faasle aise bhii ho.nge ye kabhii sochaa na thaa
saamne baiThaa thaa mere aur vo meraa na thaa
Adeem Hashmi
Sher
Adeem Hashmi
PAGE MATCHES FOR "adiim"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "adiim"
Sher
ik khilaunaa TuuT jaa.egaa nayaa mil jaa.egaa
mai.n nahii.n to ko.ii tujh ko duusraa mil jaa.egaa
Adeem Hashmi
Ghazal
mai.n jii rahaa huu.n abhii ai zamiin-e-aadam-KHor
abhii to dekh na tuu itnii ishtihaa se mujhe
Adeem Hashmi
Sher
bichha.D ke tujh se na dekhaa gayaa kisii kaa milaap
u.Daa diye hai.n parinde shajar pe baiThe hu.e
Adeem Hashmi
Ghazal
vaa.n nahii.n vaqt to ham bhii hai.n adiim-ul-fursat
us se kyaa miliye jo har roz kahe kal milnaa
Parveen Shakir
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
Adeem Hashmi
Sher
Tahir Adeem
Ghazal
is ne ha.nsii ha.nsii me.n mohabbat kii baat kii
mai.n ne 'adiim' us ko mukarne nahii.n diyaa