SEARCH RESULTS
Showing search results for "agraaz"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "agraaz"
Ghazal
hai zaat-e-haq javaahir o aGraaz se barii
tashbiih kyaa hai us ko vajuud o 'adam ke saath
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Kamal Salarpuri
Ghazal
mash.al-e-naqd-o-nazar le ke parakh lo sab ko
kaun aGraaz kii chaukhaT pe jhukaa hai yaaro
Qamar usmani
Ghazal
Krishna Mohan
PAGE MATCHES FOR "agraaz"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "agraaz"
Nazm
leader
aur sub.h ko vo banda-e-aGraaz-o-maqaasid
sar KHam kiye darbaar-e-minister me.n milegaa
Raza Naqvi Vahi
Ghazal
'zauqii' galii galii me.n hai.n takiye fareb ke
aGraaz kii sadaa hai qalandar me.n kuchh nahii.n
Zauqi Muzaffar Nagari
Ghazal
Abdul Rahman Bazmi
Ghazal
zehnii rishte qalbii naate sab aGraaz-pasand
sab lamho.n ke jaaduugar hai.n kyaa mai.n aur kyaa tuu
Manzoor Arif
Nazm
hubb-e-watan
har samt se yalGaar-e-havaadis hai vatan par
ham apnii hii aGraaz me.n lekin hai.n giraftaar
Ameer Chand Bahar
Ghazal
iztiraab-e-qalb hai aur ishq kaa aaGaaz hai
ibtidaa-e-naGma maanuus-e-shikast-e-saaz hai
Mohammad Umar
Ghazal
kitaab-e-‘asr me.n aGraaz kii vajah se 'asad'
jo likh sakaa na musannif vo baab chubhne lagaa
Asad Raza
Nazm
ramz
muzhda-e-ishrat-e-anjaam nahii.n paa saktaa
zindagii me.n kabhii aaraam nahii.n paa saktaa
Jaun Eliya
Ghazal
kabhii to sub.h tire kunj-e-lab se ho aaGaaz
kabhii to shab sar-e-kaakul se mushk-baar chale