SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahl-e-nazar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ahl-e-nazar"
Sher
manzil na milii kashmakash-e-ahl-e-nazar me.n
is bhii.D se mai.n apnii nazar le ke chalaa huu.n
Salik Lakhnavi
Ghazal
daad miltii nazar-e-ahl-e-nazar se pahle
maut aatii jo kahii.n dil ko jigar se pahle
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Sher
ro.e.n na abhii ahl-e-nazar haal pe mere
honaa hai abhii mujh ko KHaraab aur ziyaada
Asrarul Haq Majaz
MORE MATCHES FOR "ahl-e-nazar"
Ghazal
kare.nge ahl-e-nazar taaza bastiyaa.n aabaad
mirii nigaah nahii.n suu-e-kuufa-o-baGdaad
Allama Iqbal
Ghazal
duniyaa me.n ko.ii ahl-e-nazar kyaa rahaa nahii.n
vo saamne hai aur ko.ii dekhtaa nahii.n
Maikash Akbarabadi
Sher
jo kam-nigaah the vahii ahl-e-nazar bane
ham ko hamaare diida-e-biinaa se kyaa milaa
Mubarak Mungeri
Ghazal
Zaheer Kashmiri
Ghazal
ahl-e-KHirad ko ahl-e-nazar kaa pata chalaa
nikle to kitne shams-o-qamar kaa pata chalaa
Firdaus Gayavi
Ghazal
ai ahl-e-nazar soz hamii.n saaz hamii.n hai.n
aalam me.n pas-e-parda-e-parvaaz hamii.n hai.n
Sirajuddin Zafar
Ghazal
Maikash Amrohvi
Qita
mere ajdaad me.n vo ahl-e-nazar hote the
jin ke saa.e me.n pale biij shajar hote the