SEARCH RESULTS
Showing search results for "andaaz-e-ram"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "andaaz-e-ram"
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
KHudaa kaa shukr hai a 'raam' is zamaane me.n
mai.n zinda huu.n hai yahii merii KHairiyat kii sanad
Ram Daas
Ghazal
ai 'raam' vo kis tarah lage paar musaafir
jin ke sar-o-saamaan ye miTTii ke gha.De the
Ram Riyaz
Ghazal
kyaa nayaa sher-o-adab kyaa hai classici Gazal
bahs me.n 'raam' ke shero.n ke havaale denaa
Ram Daas
Ghazal
un ke karam se ba.Dhne lage dil ke hausle
andaaz-e-iltifaat-e-faraavaa.n nazar me.n hai
Ram Krishn Muztar
MORE MATCHES FOR "andaaz-e-ram"
Ghazal
vo 'raam' naKHl-e-vafaa hai mai.n barg-e-aavaara
use jumuud milaa hai mujhe junuun milaa
Ram Riyaz
Ghazal
Thiik hai dost vahii huu.n mai.n tiraa 'raam' magar
ab mai.n haalaat se aarii huu.n mire paas na aa
Ram Riyaz
Ghazal
kah rahe hai.n tirii aa.nkho.n ke badalte tevar
ye ha.nsii aaj ba-andaaz-e-digar aa.ii hai
Ram Krishn Muztar
Ghazal
vo rah-o-rasm na vo rabt-e-nihaa.n baaqii hai
phir bhii is dil ko mohabbat kaa gumaa.n baaqii hai
Ram Krishn Muztar
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
be-KHabar hai apne andaaz-e-dil-aaraa.ii se husn
kyo.n na us ko ishq se bhii ba.Dh ke diivaana kahe.n