SEARCH RESULTS
Showing search results for "azaab-e-khaanaa-ba-doshii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "azaab-e-khaanaa-ba-doshii"
Ghazal
nazar na aa.e ham ahl-e-nazar ke hote hu.e
azaab-e-KHaanaa-ba-doshii hai ghar ke hote hu.e
Haseeb Soz
Nazm
ek zan-e-KHana-ba-dosh
tum ne dekhii hai kabhii ek zan-e-KHaana-ba-dosh
jis ke KHeme se pare raat kii taariikii me.n
Fahmida Riaz
Ghazal
Mohammad Owais Malik
Ghazal
sab piichhe hii rah jaa.e.nge ai 'KHaana-ba-doshaa'
ye maal maveshii tire Dangar ye tire Dhor
Samar Khanabadosh
Non prevalent ghazals
بس کہ ہیں بدمست بشکن بشکن میخانہ ہم
موے شیشہ کو سمجھتے ہیں خط پیمانہ ہم
Mirza Ghalib
PAGE MATCHES FOR "azaab-e-khaanaa-ba-doshii"
MORE MATCHES FOR "azaab-e-khaanaa-ba-doshii"
Ghazal
dil kii chaahat hai ki bas yaar kii bastii me.n qiyaam
ai mire 'KHaana-ba-dosh' aaj dubaara karnaa
Samar Khanabadosh
Ghazal
hazaar zaaviya-e-ruuh me.n vo tuu hai jise
ba-hais-e-saahab-e-KHaana makiin rahnaa hai
Shahram Sarmadi
Ghazal
nigaah-e-‘afv ho murshid ki tere 'KHaana-ba-dosh'
makaa.n ko chho.D ke ab to makii.n pe aan pa.De
Samar Khanabadosh
Ghazal
Samar Khanabadosh
Ghazal
izn thaa KHaana-ba-dosho.n ko bhii goyaa.ii kaa
ham bhii mahfil me.n uThe KHvaahish-e-guftaar rakhii
Samar Khanabadosh
Ghazal
basaan-e-KHaana-ba-doshaa.n ka.ii hai umr apnii
jahaa.n qayaam kiyaa ghar banaa diyaa ham ne
Syed Nawab Haider Naqvi Rahi
Ghazal
tuu yahaa.n se to chalaa jaa.egaa ai KHaana-ba-dosh
ye havaa ye aag jal thal sab mire qaabuu me.n hai
Arpit Sharma Arpit
Sher
KHaana-ba-dosh ho mujhe hijr-o-visaal ek
aise bhii KHush nahii.n huu.n mai.n vaise bhii KHush nahii.n