SEARCH RESULTS
Showing search results for "bache"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bache"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
shaa.ista mahfilo.n kii fazaa.o.n me.n zahr thaa
zinda bache hai.n zehn kii aavaargii se ham
Nida Fazli
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bache"
Ghazal
betaabiyo.n se chhup na sakaa haal-e-aarzuu
aaKHir bache na us nigah-e-bad-gumaa.n se ham
Hasrat Mohani
Ghazal
ko.ii charaaG bache sub.h tak to taariikii
usii charaag-tale jal ke raakh ho jaa.e
Ammar Iqbal
Nazm
eid
kis ne kar diye paamaal saaya-daar shajar
ja.De.n kahii.n pe kaTii.n aur kahii.n bache na samar
Shifa Kajgavnwi
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
is raaz ko rakh jii hii me.n taa jii bache teraa
zinhaar jo kartaa ho tuu iz.haar-e-mohabbat
Meer Taqi Meer
Ghazal
bha.nvar se naav bache tere bas kii baat nahii.n
KHudaa pe chho.D de ai naaKHudaa KHudaa ke liye
Qamar Jalalvi
Ghazal
hamii.n bache hai.n yahaa.n aaKHiruz-zamaa.n lekin
sabho.n ko apnaa ta.aaruf de.n dar-ba-dar jaa.e.n
Jamal Owaisi
Ghazal
kyaa jaane ab bhii dard ko kyuu.n hai mirii talaash
Tuk.De bhii ab kahaa.n bache is ke shikaar ke
