SEARCH RESULTS
Showing search results for "bache"
Ghazal MATCHES FOR "bache"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
shaa.ista mahfilo.n kii fazaa.o.n me.n zahr thaa
zinda bache hai.n zehn kii aavaargii se ham
Nida Fazli
Ghazal
betaabiyo.n se chhup na sakaa haal-e-aarzuu
aaKHir bache na us nigah-e-bad-gumaa.n se ham
Hasrat Mohani
Ghazal
ko.ii charaaG bache sub.h tak to taariikii
usii charaag-tale jal ke raakh ho jaa.e
Ammar Iqbal
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
is raaz ko rakh jii hii me.n taa jii bache teraa
zinhaar jo kartaa ho tuu iz.haar-e-mohabbat
Meer Taqi Meer
Ghazal
hamii.n bache hai.n yahaa.n aaKHiruz-zamaa.n lekin
sabho.n ko apnaa ta.aaruf de.n dar-ba-dar jaa.e.n
Jamal Owaisi
Ghazal
kyaa jaane ab bhii dard ko kyuu.n hai mirii talaash
Tuk.De bhii ab kahaa.n bache is ke shikaar ke
Ajay Sahaab
Ghazal
bha.nvar se naav bache tere bas kii baat nahii.n
KHudaa pe chho.D de ai naaKHudaa KHudaa ke liye
Qamar Jalalvi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
KHuub dozaKH kii musiibat se bache ham 'hasrat'
is kaa daaroGa vahii yaar kaa darbaa.n niklaa
Hasrat Mohani
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
bache kam-baKHt vo dil kyuu.nki bhalaa jis dil ke
musta.id ho nigah-e-shoKH uchakne ke liye
Aish Dehlvi
Ghazal
aisaa nahii.n ki aa.nkh me.n aa.nsuu bache faqat
in aa.nsu.o.n ke saath me.n ik KHvaab bhii hai dost
Khan Janbaz
Ghazal
ham lutf-e-sair-e-baag-e-jahaa.n KHaak u.Daa chale
shauq-e-visaal dil me.n liye yaar kaa chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ho sake to chaahat kii choT se bache rahnaa
varna zaKHm par marham der tak nahii.n rahtaa
Tajwar Sultana
Ghazal
sikke ke saath saath jo pag.Dii uchhal pa.Dii
jitne bache the haamil-e-dastaar mar ga.e