SEARCH RESULTS
Showing search results for "badar-e-muniir"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "badar-e-muniir"
Ghazal
mujh se bahut qariib hai tuu phir bhii ai 'muniir'
parda saa ko.ii mere tire darmiyaa.n to hai
Muneer Niyazi
BOOKS MATCHES FOR "badar-e-muniir"
MORE MATCHES FOR "badar-e-muniir"
Ghazal
badan kaa husn damaktaa hai raat a.ndhere me.n
ik aaftaab-e-sahar be-sahar bhii aataa hai
Syed Muneer
Ghazal
mire liye to vo Thahraa na ek pal-bhar ko
na jaane qaafila-e-nau-bahaar kis kaa thaa
Syed Muneer
Ghazal
'muniir' ahl-e-tahammul kaa junuu.n se vaasta kyaa hai
mohabbat jur.a jur.a aur vafaa aahista aahista
Syed Muneer
Ghazal
'muniir' Gam kaa mudaavaa karo na bhuul ke tum
vajuud-e-Gam bhii zaruurii hai zindagii ke liye
Muniruzzama Muneer
Ghazal
raat pur-nuur hai maahaul mo.attar hai 'muniir'
ko.ii guzraa hai sar-e-shaam idhar se pahle
Muniruzzama Muneer
Ghazal
sar uThaa.e hu.e phirte the yahaa.n kal jo 'muniir'
aaj vo gardish-e-dauraa.n se guzar jaate hai.n
Muniruzzama Muneer
Ghazal
us but kii ai 'muniir' nigaaho.n me.n sehr thaa
go jaan bach ga.ii magar iimaan to gayaa
Muneer Bhopali
Ghazal
us but kii ai 'muniir' nigaaho.n me.n sehr thaa
go jaan bach ga.ii magar iimaan to gayaa