SEARCH RESULTS
Showing search results for "baraa.e"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "baraa.e"
Marsiya
Gussa na itnaa chaahiye KHush-KHuu ke vaaste
machle the yuu.n hii bachcha-e-aahuu ke vaaste
Meer Anees
Ghazal
zamii.n banaa.ii ga.ii aasmaa.n banaayaa gayaa
baraa.e-ishq ye saaraa jahaa.n banaayaa gayaa
Yasir Khan Inam
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "baraa.e"
Ghazal
arz-e-naaz-e-shoKHi-e-dandaa.n baraa.e-KHanda hai
daavaa-e-jam'iyyat-e-ahbaab jaa-e-KHanda hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Sher
baraa.e-naam sahii ko.ii mehrbaan to hai
hamaare sar pe bhii hone ko aasmaan to hai
Aqeel Shadab
Mazahiya
Sarfaraz Shahid
Ghazal
zindagii ko log kahte hai.n baraa.e-bandagii
zindagii kaT jaa.egii zikr-e-butaa.n karte chalo
Saghar Siddiqui
Ghazal
vo jism-e-marmarii.n nazre.n bhii jis ko chhuu na sakii.n
baraa.e-raunaq-e-aalam faroKHt hotaa hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
'asad' hai naza.a me.n chal bevafaa baraa-e-KHudaa
maqaam-e-tark-e-hijaab o vidaa-e-tamkii.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
saudaa baraa.e zindagii aasaan kar diyaa
jo bik nahii.n rahaa thaa use daan kar diyaa
Abbas Qamar
Ghazal
agar ham aashnaa hote tirii begaana-KHuu.ii sii.n
baraa-e-maslahat zaahir me.n begaane hu.e hote
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Suroor Barabankvi
Ghazal
sitam se bhaag ke jiinaa hai maut se bad-tar
baraa-e-haq mai.n tujhe daar par cha.Dhaa miluu.ngaa
aabid umar
Ghazal
ruu-ba-ruu un ke kahaa.n thii fursat-e-iz.haar-e-Gam
lab ko ik jumbish baraa.e naam ho kar rah ga.ii
