SEARCH RESULTS
Showing search results for "barso"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "barso"
Ghazal
dhuup hii dhuup huu.n mai.n TuuT ke barso mujh par
is qadar barso mirii ruuh me.n jal-thal kar do
Wasi Shah
Ghazal
baadalo.n kii tarah aa.e ho to khul kar barso
dekho is baar kii barsaat adhuurii na rahe
Kunwar Bechain
Nazm
biswin sadi ka insan
mai.n ek sahraa sahii magar mujh pe ghir ke barso
mujhe mahakne kaa valvala do
Ahmad Nadeem Qasmi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "barso"
Nazm
mera raj-kumar
kaun hai meraa barso puraanaa savaal thaa
tumhaaraa patii is javaab kaa KHayaal thaa
Ankita Garg
Ghazal
Tufail Hoshiarpuri
Ghazal
ab na palko.n pe Tiko TuuT ke barso ashko
un kaa kahnaa hai ki ham diida-e-tar dekhe.nge
Charkh Chinioti
Ghazal
haa.n vatan ko chho.Daa barso ho chuke hai.n
ab mai.n lekin lauT aanaa chaahtii huu.n
Megi Asnani
Ghazal
tham ke barso naa yahaa.n kachche makaano.n ne abhii
saaz Tap Tap ke na gaane kii qasam khaa.ii hai
Abd Haidar Kazmi
Ghazal
yaa ruuTh chalo mujh se to yaa TuuT ke barso
har roz kaa jhag.Daa hai chukaa kyuu.n nahii.n dete
Shah Ji Ali
Ghazal
ban ke ulfat kii ghaTaa tum yahaa.n barso varna
aag nafrat kii jo bha.Dkegii to jalnaa hogaa
Munib Muzaffarpuri
Nazm
banjar dil sairab karo
mere dil par aa kar umDo
aise TuuT ke barso jaise saavan barse
Nahid Qasmi
Ghazal
ye amn kaa chaman KHas-o-KHaashaak ho na jaa.e
barso mohabbato.n kii ghataa.o kisii tarah
