SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-gunah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "be-gunah"
Sher
mujh be-gunah ke qatl kaa aaha.ng kab talak
aa ab binaa-e-sulh rakhe.n ja.ng kab talak
Qayem Chaandpuri
Ghazal
be-jurm-o-be-gunaah Gariib-ul-vatan kiyaa
ham ko vatan se shaah Gariib-ul-vatan kiyaa
Syed Agha Ali Mehr
PAGE MATCHES FOR "be-gunah"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "be-gunah"
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
kartaa hai rahm kaun kisii be-gunaah par
pa.Dte hai.n taaziyaane yahaa.n daad-KHvaah par
Shuoor Bilgrami
Kulliyat
is be-gunah ke qatl me.n ab der mat karo
jo kuchh ki tum se ho sake taqsiir mat karo
Meer Taqi Meer
Nasri Nazm
Hafeez Tabassum
Sher
qaatil to siina taan ke chalte rahe yahaa.n
jo be-gunah the un se havaalaat bhar ga.e
Yusuf Jamal
Ghazal
teG munsif ho jahaa.n daar-o-rasan ho.n shaahid
be-gunah kaun hai us shahr me.n qaatil ke sivaa
Ali Sardar Jafri
Ghazal
haif samjhaa hii na vo qaatil-e-naadaa.n varna
be-gunah maarne qaabil ye gunahgaar na thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Santosh Singh Shekhar
Ghazal
Mirza Ghalib
Sher
kahegii hashr ke din us kii rahmat-e-be-had
ki be-gunaah se achchhaa gunaah-gaar rahaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
har be-gunah se vaa'da-e-baKHshish hai roz-e-hashr
goyaa gunaah kii bhii zaruurat nahii.n rahii
Fani Badayuni
Ghazal
zindaa.n me.n us ke hai.n to ka.ii be-gunah asiir
Gaalib ki roz-e-iid inhe.n surKH-ruu kare.n