SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-gunah"
Ghazal MATCHES FOR "be-gunah"
Ghazal
be-jurm-o-be-gunaah Gariib-ul-vatan kiyaa
ham ko vatan se shaah Gariib-ul-vatan kiyaa
Syed Agha Ali Mehr
Ghazal
kartaa hai rahm kaun kisii be-gunaah par
pa.Dte hai.n taaziyaane yahaa.n daad-KHvaah par
Shuoor Bilgrami
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
jahaa.n me.n aaj huu.n maqtuul-e-be-gunaah 'naziir'
har ek shaKHs vahaa.n paasbaan meraa thaa
Nazir Fatehpuri
Ghazal
jis raam naam se ka.ii diipak jale kabhii
ek laash-e-be-gunaah jalaa.ii ga.ii hai aaj
Mustafa Shabbir
Ghazal
hu.aa kuchh is tarah insaaf bhii ravaa 'jamshed'
ki munsifo.n se dil-e-be-gunaah Darne lagaa
Jamshed Masroor
Ghazal
munsif tirii taraf sahii par KHuun-e-be-gunaah
degaa tire KHilaaf dalaa.el KHudaa gavaah
Gulzar Vafa Chaudhari
Ghazal
gar qatl-e-be-gunaah thaa manzuur yaar ko
marne pe apne mai.n bhii to tayyaar hii rahaa
Hasrat Azimabadi
Ghazal
ma.anii na puuchh zaalim is uzr-e-be-gunah ke
apne ko avval de kar tujh ko bachaa rahe hai.n
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
Hatim Ali Mehr
Ghazal
tum ne KHud naakaam rakh ke us kii himmat kii thii past
aarzuu-e-be-gunah par muft kaa ilzaam thaa
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
hai KHuun-e-be-gunah se jigar resh-e-teG bhii
jauhar nahii.n ye hai tan-e-shamshiir paash paash