SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-ta.alluqii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "be-ta.alluqii"
Nazm
be-talluqi
shaam hotii hai sahar hotii hai ye vaqt-e-ravaa.n
jo kabhii sa.ng-e-giraa.n ban ke mire sar pe giraa
Akhtarul Iman
Rubai
tauhiid kii raah me.n hai viiraana-e-saKHt
aazaadii-o-be-ta.alluqii hai yak-laKHt
Ismail Merathi
PAGE MATCHES FOR "be-ta.alluqii"
MORE MATCHES FOR "be-ta.alluqii"
Ghazal
be-ta.alluqii maslak ho chukaa hai duniyaa kaa
dostii kahaa.n jaa.e dushmanii kahaa.n jaa.e
Jameel Mazhari
Ghazal
barso.n kii rasm-o-raah kaa to.De.n na yuu.n bharam
yuu.n be-ta.alluqii na kare.n iKHtiyaar log
Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal
hai un se be-ta.alluqii na dostii na dushmanii
bataa.o 'hosh' kyaa kare.n kahii.n ke ab rahe na ham
Hosh Tirmizi
Ghazal
be-tukii raushnii me.n paraa.e a.ndhere liye
ek manzar hai tere liye ek mere liye
Jawayd Anwar
Sher
be-ta.alluq zindagii achchhii nahii.n
zindagii kyaa maut bhii achchhii nahii.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
be-ta.alluq zindagii achchhii nahii.n
zindagii kyaa maut bhii achchhii nahii.n
Hafeez Jalandhari
Sher
be-ta.alluq tire aage se guzar jaataa hai
ye bhii ik husn-e-talab hai tire diivaane kaa