SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-ta.alluqii"
Ghazal MATCHES FOR "be-ta.alluqii"
Ghazal
kabhii kabhii KHuluus-e-be-ta.alluqii bhii chaahiye
nigaah mai.n ne pher lii to us kaa saamnaa hu.aa
Shaad Aarfi
Ghazal
be-ta.alluqii maslak ho chukaa hai duniyaa kaa
dostii kahaa.n jaa.e dushmanii kahaa.n jaa.e
Jameel Mazhari
Ghazal
barso.n kii rasm-o-raah kaa to.De.n na yuu.n bharam
yuu.n be-ta.alluqii na kare.n iKHtiyaar log
Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal
hai un se be-ta.alluqii na dostii na dushmanii
bataa.o 'hosh' kyaa kare.n kahii.n ke ab rahe na ham
Hosh Tirmizi
Ghazal
be-tukii raushnii me.n paraa.e a.ndhere liye
ek manzar hai tere liye ek mere liye
Jawayd Anwar
Ghazal
be-ta.alluq zindagii achchhii nahii.n
zindagii kyaa maut bhii achchhii nahii.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
be-ta.alluq saare rishte kaun kis kaa aashnaa
saath saa.e kii tarah sab aur sab naa-aashnaa
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
be-ta.alluq zindagii bhii zindagii hotii hai kyaa
saaz-e-dil KHaamosh ho to naGmagii hotii hai kyaa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
jahaa.n se be-ta.alluq aap se begaana ho jaa.e
ba.Daa hoshiyaar hai vo jo tiraa diivaana ho jaa.e
Fazal Husain Sabir
Ghazal
be-ta.alluq ruuh kaa jab jism se rishta hu.aa
ghar me.n laa-vaaris pas-e-manzar kaa sannaaTaa hu.aa
P P Srivastava Rind
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Musavvir Sabzwari
Ghazal
nishaat-e-be-talbii jaada-e-najaat hu.aa
KHabar nahii.n ki usii raah me.n chaman kyuu.n hai