SEARCH RESULTS
Showing search results for "beh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "beh"
Ghazal
chaman me.n rakkhaa na bulbul kaa naam tak baaqii
KHudaa kare yuu.nhii ho jaa.e be-nishaa.n sayyaad
Rind Lakhnavi
Kulliyat
KHajlat se un labo.n ke paanii ho beh chale hai.n
qand-o-nabaat kaa bhii niklaa hai KHuub shiira
Meer Taqi Meer
Ghazal
kyaa binaa-e-KHaana-e-ushshaaq be-buniyaad hai
Dhal gayaa sar se mire saaya tirii diivaar kaa
Ashraf Ali Fughan
Kulliyat
beh bhii gayaa mai.n andar hii andar gudaaz ho
dhokaa hai juu.n habaab mire pairahan ke biich
Meer Taqi Meer
PAGE MATCHES FOR "beh"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "beh"
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
be-vaqt agar jaa.uu.ngaa sab chau.nk pa.De.nge
ik 'umr hu.ii din me.n kabhii ghar nahii.n dekhaa













