SEARCH RESULTS
Showing search results for "bevaquuf"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bevaquuf"
Ghazal
suuraj se ja.ng jiitne nikle the bevaquuf
saare sipaahii mom ke the ghul ke aa ga.e
Rahat Indori
Ghazal
ye bevaquuf unhe.n maut se Daraate hai.n
jo KHud hii saaya-e-KHanjar me.n jaa ke leT ga.e
Munawwar Rana
Ghazal
ye gadhaa jo apnii Gaflat se hai bevaquuf itnaa
jo ye KHud ko jaan jaataa ba.Daa hoshiyaar hotaa
Kaif Ahmed Siddiqui
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bevaquuf"
Ghazal
tanhaa.iyo.n pe apnii nazar kar zaraa kabhii
ai bevaquuf dil tujhe ghabraanaa chaahiye
Ameer Imam
Ghazal
o na.ng-e-e.atibaar du.aa par na rakh madaar
o bevaquuf himmat-e-mardaana chaahiye
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ye bevaquuf bahut lagtii hai avaam use
tabhii to roz hii jumle naviin kahtaa hai
Anis Shah Anis
Mazahiya
kaise kahuu.n vo ahl-e-adab bevaquuf the
itnaa zaruur hai ki vo mausam-proof the
Dilawar Figar
Mazahiya
dekh kar un kii ye haalat ik adiib-e-zinda-dil
un se ye kahne lagaa ai bevaquuf-e-mustaqil
Dilawar Figar
Sher
vo kuchh Galat nahii.n thaa hamii.n bevaquuf the
shiishe ko saaf karte rahe is taraf se ham
Mehshar Afridi
Ghazal
teraa javaab Dhuu.nDte phirte hai.n bevaquuf
kis kis ko laa-javaab kaa matlab bataa.e.n ham
Shakir Dehlvi
Nazm
do gadhe
hosh me.n jo bevaquuf aate nahii.n
aql ko jo kaam me.n laate nahii.n
Ghulam Khwaja Moinuddin Yateem
Ghazal
sho.abada-baaz ab ke maayuus palaT gayaa hai 'raaz'
ya.anii ki bevaquuf is baar nahii.n banaa ko.ii
Ismail Raaz
Mazahiya
dushman kii chaapluusii se kuchh faa.eda nahii.n
saale ko bevaquuf banaa.e hu.e to huu.n
Boom Merathi
Ghazal
vo bazm-e-shauq me.n shaamil kabhii nahii.n hogaa
jo bevaquuf ki uljhaa hu.aa hisaab me.n hai
Zahid Chaudhry
Ghazal
jo bhii shariik-e-mahfil-e-rindaa.n na ho sakaa
vo bevaquuf kaamil-e-iimaa.n na ho sakaa