SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhaTak"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bhaTak"
Nazm
kabhi kabhi
bhaTak rahii hai KHalaa.o.n me.n zindagii merii
inhii KHalaa.o.n me.n rah jaa.uu.ngaa kabhii kho kar
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Bashir Badr
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bhaTak"
Geet
tum apne paas balaa lo bahut udaas huu.n mai.n
bhaTak chukii huu.n bahut zindagii kii raaho.n me.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
din me.n pariyo.n kii ko.ii kahaanii na sun
ja.ngalo.n me.n musaafir bhaTak jaa.e.nge
Bashir Badr
Ghazal
bhaTak rahii thii jo kashtii vo Garq-e-aab hu.ii
cha.Dhaa hu.aa thaa jo dariyaa utar gayaa yaaro
Shahryar
Sher
ko.ii manzil ke qariib aa ke bhaTak jaataa hai
ko.ii manzil pe pahu.nchtaa hai bhaTak jaane se
Qasri Kanpuri
Sher
Bashir Badr
Ghazal
KHushbuu se meraa rabt hai jugnuu se meraa kaam
kitnaa bhaTak gayaa huu.n mujhe maar diijiye
Ahmad Farhad
Ghazal
mai.n kah rahaa huu.n ki ai dil idhar-udhar na bhaTak
guzar na jaa.e zamaana udaas hone kaa
Rahat Indori
Ghazal
zamii.n chhuTii to bhaTak jaa.oge KHalaa.o.n me.n
tum u.Dte u.Dte kahii.n aasmaa.n na chhuu lenaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
bhaTak rahii hai puraanii dulaa.iyaa.n o.Dhe
haveliyo.n me.n mire KHaandaan kii KHushbuu
Bashir Badr
Sher
Gam hai aavaara akele me.n bhaTak jaataa hai
jis jagah rahiye vahaa.n milte-milaate rahiye






