SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhaanje"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bhaanje"
Mazahiya
Qateel Shifai
Nazm
baKHsho bi billi
pyaare bhaanje kyo.n mujh se tum Dar ke bhaag ga.e
mai.n to terii KHaala huu.n na mujh se haul uThe
Yasir Farooq
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bhaanje"
Ghazal
Ameer Khusrau
Sher
kitne aish se rahte ho.nge kitne itraate ho.nge
jaane kaise log vo ho.nge jo us ko bhaate ho.nge
Jaun Eliya
Ghazal
Dhuu.nDhe hai to palko.n pe chamakne ke bahaane
aa.nsuu ko mirii aa.nkh me.n aanaa nahii.n aataa
Waseem Barelvi
Ghazal
zaKHm bharne lage hai.n pichhlii mulaaqaato.n ke
phir mulaaqaat ke aasaar nazar aate hai.n
Zubair Ali Tabish
Sher
Waseem Barelvi
Ghazal
qurbato.n me.n bhii judaa.ii ke zamaane maa.nge
dil vo be-mehr ki rone ke bahaane maa.nge
Ahmad Faraz
Sher
justujuu jis kii thii us ko to na paayaa ham ne
is bahaane se magar dekh lii duniyaa ham ne
Shahryar
Ghazal
tumhaarii yaad ke jab zaKHm bharne lagte hai.n
kisii bahaane tumhe.n yaad karne lagte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
justujuu jis kii thii us ko to na paayaa ham ne
is bahaane se magar dekh lii duniyaa ham ne
Shahryar
Nazm
aaKHiri mulaqat
kuchh chaa.nd chamakte gaalo.n ke
kuchh bha.nvre kaale baalo.n ke


