SEARCH RESULTS
Showing search results for "bharaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bharaa"
Ghazal
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
itnaa miiThaa thaa vo Gusse bharaa lahja mat puuchh
us ne jis jis ko bhii jaane kaa kahaa baiTh gayaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
dekh kar phuul ke auraaq pe shabnam kuchh log
tiraa ashko.n bharaa maktuub samajhte ho.nge
Bashir Badr
PAGE MATCHES FOR "bharaa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bharaa"
Sher
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
ye aur baat hai tujh se gilaa nahii.n karte
jo zaKHm tuu ne diye hai.n bharaa nahii.n karte
Amjad Islam Amjad
Sher
Haidar Ali Aatish
Marsiya
kahte the dekhe.n kaun qadam jald uThaataa hai
naanaa ke paas kaun bhalaa pahle jaataa hai
Meer Anees
Nazm
aadmi-nama
munkir bhii aadmii hu.e aur kufr ke bhare
kyaa kyaa karishme kashf-o-karaamaat ke liye





