SEARCH RESULTS
Showing search results for "bharaa"
Ghazal MATCHES FOR "bharaa"
Ghazal
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
itnaa miiThaa thaa vo Gusse bharaa lahja mat puuchh
us ne jis jis ko bhii jaane kaa kahaa baiTh gayaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
dekh kar phuul ke auraaq pe shabnam kuchh log
tiraa ashko.n bharaa maktuub samajhte ho.nge
Bashir Badr
Ghazal
luT ke bhii KHush huu.n ki ashko.n se bharaa hai daaman
dekh Gaarat-gar-e-dil ye bhii KHazaane mere
Ahmad Faraz
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
ye aur baat hai tujh se gilaa nahii.n karte
jo zaKHm tuu ne diye hai.n bharaa nahii.n karte
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
jab haath hii kaT jaa.e.n to thaamegaa bhalaa kaun
ye soch rahe hai.n ki asaa de.n to kise de.n
Aanis Moin
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
'firaaq' dau.D ga.ii ruuh sii zamaane me.n
kahaa.n kaa dard bharaa thaa mire fasaane me.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
kaThin tanhaa.iyo.n se kaun khelaa mai.n akelaa
bharaa ab bhii mire gaa.nv kaa mela mai.n akelaa