SEARCH RESULTS
Showing search results for "bulbulo"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bulbulo"
Ghazal
kar bulbul-o-taa.uus kii taqliid se tauba
bulbul faqat aavaaz hai taa.uus faqat rang
Allama Iqbal
Ghazal
bulbulo apnii navaa faiz hai un aa.nkho.n kaa
jin se ham siikhne andaaz-e-suKHan jaate hai.n
Majrooh Sultanpuri
Nazm
shama
bustaan-o-bulbul-o-gul-o-buu hai ye aagahii
asl kashaakash-o-man-o-tuu hai ye aagahii
Allama Iqbal
Ghazal
ugte the dast-e-bulbul-o-daamaan gul baham
sahn-e-chaman namuuna-e-yaum-ul-hisaab thaa
Meer Taqi Meer
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
bulbul
बुलबुलبُلْبُل
Arabic
(In Persia and Arabia) the nightingale, and a certain melodious bird resembling the nightingale, (in India) the fork-tailed shrike, Lanius boalboul, nightingale
bulbulii
बुलबुलीبُلْبُلی
Persian
بلبل (رک) سے منسوب .
MORE MATCHES FOR "bulbulo"
Ghazal
bulbulo baaG me.n Gaafil na kahii.n ho jaanaa
har taraf ghaat me.n sayyaad nazar aate hai.n
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
bulbul-o-gul sham-o-parvaana ko ham par rashk hai
dard jo ham ko milaa sab se judaa-gaana milaa
Kaleem Aajiz
Ghazal
shariik-e-bulbul-o-qumrii hai.n vo zabuu.n-fitrat
jo be-qaraar rahe sair-e-gulsitaa.n ke liye
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
is tarah sayyaad kab aazaad chho.Degaa tumhe.n
bulbulo dhuume.n machaa lo ye gulistaa.n phir kahaa.n
Inamullah Khan Yaqeen
Ghazal
kyuu.n dekho ho us kaa qad-o-ruu bulbul-o-qumrii
kyaa samjhe ho tum ye gul-o-shamshaad na hove
Meer Hasan
Ghazal
ab to hai kunj-e-qafas ghar par kabhii
bulbulo the ham bhii gulzaaro.n ke biich
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
bulbulo baaGbaa.n ko kyuu.n chhe.Daa
tum ne saaz-e-fuGaa.n ko kyuu.n chhe.Daa

