SEARCH RESULTS
Showing search results for "bulbulo"
Nazm MATCHES FOR "bulbulo"
Nazm
shama
bustaan-o-bulbul-o-gul-o-buu hai ye aagahii
asl kashaakash-o-man-o-tuu hai ye aagahii
Allama Iqbal
Nazm
uTh
uTh ki be-raunaq nazar aataa hai ab sahn-e-chaman
bulbul-o-tuutii pe sabqat le ga.e zaaG-o-zaGan
Amjad Najmi
Nazm
jawab-e-shikwa
ho na ye phuul to bulbul kaa tarannum bhii na ho
chaman-e-dahr me.n kaliyo.n kaa tabassum bhii na ho
Allama Iqbal
Nazm
ek aarzu
maanuus is qadar ho suurat se merii bulbul
nanhe se dil me.n us ke khaTkaa na kuchh miraa ho
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-hindi
saare jahaa.n se achchhaa hindostaa.n hamaaraa
ham bulbule.n hai.n is kii ye gulsitaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
ye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le lo
vo chi.Diyaa.n vo bulbul vo titlii paka.Dnaa
vo gu.Diyo.n kii shaadii pe la.Dnaa jhaga.Dnaa
Sudarshan Faakir
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
naGma-e-bulbul ho yaa aavaaz-e-KHaamosh-e-zamiir
hai isii zanjiir-e-aalam-giir me.n har shai asiir