SEARCH RESULTS
Showing search results for "but-parastii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "but-parastii"
Sher
KHudaa gavaah hai mai.n shaGl-e-but-parastii me.n
sivaa.e ishq kisii kaam se nahii.n vaaqif
Shah Naseer
Ghazal
but-parastii ke sanam-KHaane kaa aasaar na to.D
ka.aba-e-dil miraa mast-e-mai-e-pindaar na to.D
Sahir Dehlavi
Sher
Shabab
Sher
but-parastii me.n bhii bhuulii na mujhe yaad-e-KHudaa
haath me.n sub.ha gale me.n mire zunnaar rahaa
Asad Ali Khan Qalaq
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "but-parastii"
MORE MATCHES FOR "but-parastii"
Ghazal
but-parastii se na tiinat mirii zinhaar phirii
sub.h sau baar KHariidii ga.ii sau baar phirii
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Sher
but-parastii jis se hove haq-parastii ai 'zafar'
kyaa kahuu.n tujh se ki vo tarz-e-parastish aur hai
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
but-parastii ne kiyaa aashiq-e-yazdaa.n mujh ko
parda-e-kufr me.n haasil hu.aa iimaa.n mujh ko
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
but-parastii ne kiyaa aashiq-e-yazdaa.n mujh ko
parda-e-kufr me.n haasil hu.aa iimaa.n mujh ko
Asad Ali Khan Qalaq
Sher
but-parastii me.n na hogaa ko.ii mujh saa badnaam
jhe.nptaa huu.n jo kahii.n zikr-e-KHudaa hotaa hai
Mirza Hadi Ruswa
Sher
umr to apnii hu.ii sab but-parastii me.n basar
naam ko duniyaa me.n hai.n ab saahib-e-islaam ham
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
but-parastii pe jo apnaa dil-e-naashaad aayaa
sa.ng-rezo me.n nazar husn-e-KHudaa-daad aayaa
Alamgir Khan Kaif
Sher
Hasrat Azimabadi
Ghazal
mujh ko ka.abe me.n bhii hamesha shaiKH
yaad-e-ayyaam-e-but-parastii thii
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Sher
mujh ko ka.aba me.n bhii hamesha shaiKH
yaad-e-ayyaam-e-but-parastii thii
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Marsiya
qaum me.n phir taaza zauq-e-but-parastii dekh kar
ik nayaa ka.aba aligarh me.n banaa kartaa rahaa
Khushi Mohammad Naazir
Ghazal
Ufuq Lakhnavi
Ghazal
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Nazm
karachi
nikhartaa bu.Dhaapaa machaltii javaanii
kahii.n but-garii hai kahii.n but-parastii