SEARCH RESULTS
Showing search results for "chup-chup"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "chup-chup"
Nazm
tyag
chup chup apne chup begaane narsinghe KHaamosh
apnii rekhaa lekh kii haanii yaa karmo.n kaa dosh
Abdul Majeed Bhatti
Sher
vo bhii hai.n udhar chup chup KHaamosh idhar mai.n bhii
is tarah se miltii hai tanhaa.ii se tanhaa.ii
Azeez Javed
Sher
chup chup makaan raaste gum-sum niDhaal vaqt
is shahr ke liye ko.ii diivaanaa chaahiye
Nida Fazli
Sher
Jigar Moradabadi
PAGE MATCHES FOR "chup-chup"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "chup-chup"
Ghazal
Bhagwan Khilnani Saqi
Ghazal
chhup chhup ke ab na dekh vafaa ke maqaam se
guzraa hamaaraa dard davaa ke maqaam se
Saifuddin Saif
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Sher
dekhte rahte hai.n chhup-chhup ke muraqqa.a teraa
kabhii aatii hai havaa bhii to chhupaa lete hai.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Manmohan Talkh
Sher
chhup-chhup ke dekhte ho bahut us ko har kahii.n
hogaa Gazab jo pa.D ga.ii us kii nazar kahii.n
Joshish Azimabadi
Sher
kisii ko dekh ke chup chup se kyuu.n hu.e 'mohsin'
kahaa.n ga.e vo iraade suKHan-varo.n vaale
Mohsin Naqvi
Sher
chhup chhup ke kahaa.n tak tire diidaar mile.nge
ai parda-nashii.n ab sar-e-baazaar mile.nge
Shahzad Ahmad
Ghazal
Jarrar Chhaulisi
Sher
chhup chhup ke jo aataa hai abhii merii galii me.n
ik roz mire saath sar-e-aam chalegaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
chhup-chhup ke tire hijr me.n ronaa thaa hamaaraa
ye haal kisii roz to honaa thaa hamaaraa
