SEARCH RESULTS
Showing search results for "daryaa e ashk chashm se jis aan bah gayaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "daryaa e ashk chashm se jis aan bah gayaa"
Ghazal
dariyaa-e-ashk chashm se jis aan bah gayaa
sun liijiyo ki arsh kaa aivaan bah gayaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
yaa.n lag bahe hai KHuun mire ashk-e-chashm se
bahte hai.n ab ke saal me.n sab juu.ebaar surKH
Fattavat Aurangabadi
Marsiya
mu.nh Dhaa.np Dhaa.np girya-o-zaarii karegaa kaun
dariyaa-e-ashk chashm se jaarii karegaa kaun
Meer Anees
Ghazal
is darja ishq maujib-e-rusvaa.ii ban gayaa
mai.n aap-apne ghar kaa tamaashaa.ii ban gayaa
Saghar Siddiqui
MORE MATCHES FOR "daryaa e ashk chashm se jis aan bah gayaa"
Nazm
waqt aur dariya
hai mizaaj-e-vaqt-o-dariyaa ek saa
vaqt guzraa aur dariyaa bah gayaa
Nisar Abbasi
Ghazal
teG-e-ajal kii kaaT se Dartaa nahii.n huu.n mai.n
zaKHmo.n se jism-e-zaar zira-posh ho gayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
jab mil na paayaa us se mujhe izn-e-guftuguu
mai.n ik kitaab ban gayaa iz.haar-e-ishq me.n
Ashraf Shad
Ghazal
jamii hai bazm-e-masarrat Gazaal-chashmo.n se
jise milii hai nazar ashk-baar hai tanhaa
Hasan Naim
Ghazal
us kaa KHayaal chashm se shab KHvaab le gayaa
qasme ki ishq jii se mire taab le gayaa
Meer Taqi Meer
Kulliyat
us kaa KHayaal chashm se shab KHvaab le gayaa
qasme ki ishq jii se mire taab le gayaa