SEARCH RESULTS
Showing search results for "daur e jadeed men"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "daur e jadeed men"
Ghazal
hisaar-e-nafrat-e-daur-e-jadiid me.n dil ne
mohabbato.n kaa puraanaa zamaana chaahaa hai
Yaqoob Tasawwur
Nazm
zindagi
laTo.n se dariyaa.o.n ke sote
daur-e-jadiid kaa badal nahii.n ho sakte
Maqbool Khan Maqbool
MORE MATCHES FOR "daur e jadeed men"
Ghazal
daur-e-jadiid aaj taraqqii kii aa.D me.n
sab de chukaa buraa.iyaa.n aabaadiyo.n ke paas
Abdur Razzaq Dil
Nazm
chhabbis january
roz-e-sa.iid aayaa chhabbiis january kaa
daur-e-jadiid laayaa bhaarat kii bartarii kaa
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
kyaa kyaa muGaalate diye daur-e-jadiid ne
nafrat ko pyaar pyaar ko nafrat banaa diyaa
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
daur-e-jadiid me.n jo ba.Dhii faaslo.n kii baat
jii chaahtaa nahii.n ki nazar se nazar mile
Saulat Zaidi
Ghazal
har aadmii to aaj zahiin-o-fatiin hai
daur-e-jadiid me.n kahaa.n chaalaak kam hu.e
Qurban Aatish
Ghazal
ye inqalaab dekhaa hai daur-e-jadiid kaa
Gaddaar KHud ko ginte hai.n ab jaa.n-nisaar me.n
Maqsood Nashtari
Nazm
asar paida kar
jabr kaa daur hai aaho.n me.n asar paidaa kar
zulmat-e-shab se hii aasaar-e-sahar paidaa kar
Razi Badayuni
Ghazal
ye jitnii tezii se daur-e-jadiid aa rahaa hai
havaa ke haath me.n bhii ek din diyaa hogaa