SEARCH RESULTS
Showing search results for "diidaar-e-sanam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "diidaar-e-sanam"
Ghazal
vatan ke naam hai 'diidaar' zindagii apnii
vatan ke saamne ye jism-o-jaan kuchh bhii nahii.n
Deedar Bastawi
Ghazal
jin ko ho jaam-e-shahaadat kii talab 'diidaar' phir
vo nahii.n aate palaT kar jang ke maidaan se
Deedar Bastawi
Ghazal
Deedar Bastawi
MORE MATCHES FOR "diidaar-e-sanam"
Ghazal
mujh ko har vaqt hai lazzat-e-diidaar-e-sanam
merii nazro.n ke liye aisaa sahaaraa ho jaa
Fana bulandshahri
Ghazal
raste me.n kaun kaun milaa kuchh KHabar nahii.n
kuu-e-sanam se marhala-e-daar tak ga.e
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
ahl-e-junun
vo lahuu apne hii maathe se bahaa hai jis se
aaj diivaar-e-KHirad kii hai lahuu-rang jabii.n
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
dhuup hii dhuup me.n zehno.n ko safar karnaa hai
dasht-e-ehsaas me.n diivaar kahaa.n se aa.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
ye sitam uf aatish-e-diidaar bha.Dkaane ke baad
ho ga.e ruu-posh vo ik jalva dikhlaane ke baad
Naresh M. A
Ghazal
numaa.ish to bajaa hai jalva-e-husn-e-mujassam kii
ye laazim hai nazar shaa.ista-e-diidaar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
bujhtii nahii.n hai tishnagii diidaar-e-yaar kii
nazro.n se un ke laakh pilaane ke baa'd bhii
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
haTtaa nahii.n jo saamne se us ke raat din
ham se sivaa hai taalib-e-diidaar aa.ina