SEARCH RESULTS
Showing search results for "europe"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "europe"
Nazm
shikwa
dii.n azaane.n kabhii europe ke kaliisaa.o.n me.n
kabhii africa ke tapte hu.e sahraa.o.n me.n
Allama Iqbal
Ghazal
mai-KHaana-e-europe ke dastuur niraale hai.n
laate hai.n suruur avval dete hai.n sharaab aaKHir
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
jin kii nigaaho.n ne kii tarbiyat-e-sharq-o-Garb
zulmat-e-europe me.n thii jin kii KHirad-raah-bii.n
Allama Iqbal
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "europe"
Nazm
nai tahzib
bahut ho.nge muGannii naGma-e-taqliid europe ke
magar bejo.D ho.nge is liye be-taal-o-sam ho.nge
Akbar Allahabadi
Rubai
ham sab hai.n mutii-o-KHair-KHvaah-e-english
europe ke liye bas ek godaam hai hind
Akbar Allahabadi
Ghazal
samajh rahe hai.n vo europe ko ham-javaar apnaa
sitaare jin ke nasheman se hai.n ziyaada qariib
Allama Iqbal
Mazahiya Shayari
baada-e-tahziib-e-europe ke cha.Dhaa.o KHum ke KHum
asia ke shiisha-e-taqvaa ko kar do paash paash
Akbar Allahabadi
Rubai
bhuultaa jaataa hai europe aasmaanii baap ko
bas KHudaa samjhaa hai us ne barq ko aur bhaap ko
Akbar Allahabadi
Sher
mai-KHaana-e-europe ke dastuur niraale hai.n
laate hai.n suruur avval dete hai.n sharaab aaKHir
Allama Iqbal
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
europe kaa pesh aa.e agar aap ko safar
guzre nazar se haal re.aayaa-o-shaah kaa