SEARCH RESULTS
Showing search results for "europe"
Ghazal MATCHES FOR "europe"
Ghazal
mai-KHaana-e-europe ke dastuur niraale hai.n
laate hai.n suruur avval dete hai.n sharaab aaKHir
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
samajh rahe hai.n vo europe ko ham-javaar apnaa
sitaare jin ke nasheman se hai.n ziyaada qariib
Allama Iqbal
Ghazal
Gauhar Raza
Ghazal
europe sa.nvaarne ke azaa.em the shaiKH ke
pahu.nche vahaa.n to apne gharaane badal ga.e
Shaheen Bhatti
Ghazal
mashriq ho yaa ki maGrib ho asia ki europe
har KHitta-e-zamii.n par pahu.nchii sadaa-e-urdu
Rizwan Banarsi
Ghazal
KHush-adaa.o.n ke suKHan ek hii saare 'haqqii'
un ko europe me.n bhii dillii kii zabaa.n aatii hai
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
hamaaraa hind bhii europe se le jaa.egaa baazii
tilak jaise muhibbaan-e-vatan ho.n indian pahle
Vinayak Damodar Savarkar
Ghazal
kah rahe hai.n tajrabe europe ke ye
aurato.n ko parda-daarii chaahiye
Abu Mohammad Syed Husain Saifi
Ghazal
ahl-e-europe kah rahe hai.n faKHr se
dil munavvar diin me.n aakar hu.aa
Mohammad Habeeb Habeeb
Ghazal
jis ko europe kaa muqaamir na kabhii jiit sake
nard-e-naa-said-e-makii.n kaun hai aaGaa shorish
Meem Hasan Lateefi
Ghazal
diin-o-iimaa.n se Garaz hai na rivaayaat kaa paas
tel kii khoj me.n europe ke sanam aate hai.n