SEARCH RESULTS
Showing search results for "fan-kaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "fan-kaar"
Ghazal
kuchh ajab hotaa hai vo lamha-e-taKHliiq 'zafar'
dast-e-fan-kaar me.n jab vaqt-e-hunar jaagtaa he
Zafar Kamali
Ghazal
Iqbal Sajid
Quote
Zindagi ko daakhili sehat bakhshna funoon-e-lateefa ki asl gharaz-o-ghaayat hai....
Firaq Gorakhpuri
PAGE MATCHES FOR "fan-kaar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "fan-kaar"
Mazahiya
saahab-e-kirdaar hai.n in me.n ka.ii
hai.n magar vo bhii jo hai.n fan-kaar dost
Shaukat Jamal
Ghazal
naqqaad ki fan-kaar kaa mohtaat ravayya
gunjaa.ish-e-a.ngusht-numaaii nahii.n detaa
Riyasat Ali Taj
Ghazal
Payam Fatehpuri
Ghazal
qadr-daa.n us ke hunar ke hai.n hazaaro.n phir bhii
kyo.n pareshaan hai fan-kaar chalo dekhe.nge
Aziz Khan Aziz
Hindi Ghazal
Om Raz
Ghazal
haalaat havaa ban kar sho.ale me.n badalte hai.n
ik aag to hotii hai fan-kaar me.n pahle se
Madho Kaushik
Ghazal
jo maslahat-e-vaqt ko KHaatir me.n na laa.e
vo husn-e-anaa chaahiye fan-kaar me.n rahnaa
Abdul Majeed Karkare
Ghazal
'qudsii' to akelaa nahii.n maidaan-e-suKHan me.n
har kuucha-o-baazaar me.n fan-kaar bahut hai.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
aise fan-kaar pe la.anat hai jo chand sikko.n me.n
dil bhii de zehn bhii de aur qalam bhii de de