SEARCH RESULTS
Showing search results for "fan-kaar"
Ghazal MATCHES FOR "fan-kaar"
Ghazal
kuchh ajab hotaa hai vo lamha-e-taKHliiq 'zafar'
dast-e-fan-kaar me.n jab vaqt-e-hunar jaagtaa he
Zafar Kamali
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
naqqaad ki fan-kaar kaa mohtaat ravayya
gunjaa.ish-e-a.ngusht-numaaii nahii.n detaa
Riyasat Ali Taj
Ghazal
Payam Fatehpuri
Ghazal
qadr-daa.n us ke hunar ke hai.n hazaaro.n phir bhii
kyo.n pareshaan hai fan-kaar chalo dekhe.nge
Aziz Khan Aziz
Ghazal
haalaat havaa ban kar sho.ale me.n badalte hai.n
ik aag to hotii hai fan-kaar me.n pahle se
Madho Kaushik
Ghazal
jo maslahat-e-vaqt ko KHaatir me.n na laa.e
vo husn-e-anaa chaahiye fan-kaar me.n rahnaa
Abdul Majeed Karkare
Ghazal
'qudsii' to akelaa nahii.n maidaan-e-suKHan me.n
har kuucha-o-baazaar me.n fan-kaar bahut hai.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
aise fan-kaar pe la.anat hai jo chand sikko.n me.n
dil bhii de zehn bhii de aur qalam bhii de de
Abdur Rasheed Qamar
Ghazal
zinda rakkhaa hai har ik daur me.n be-shak 'taabish'
ek fan-kaar ko fan ne kabhii marne na diyaa
Tabish Raihan
Ghazal
ye ahl-e-fikr ye fan-kaar daur-e-haazir ke
Gazal ke naam se duniyaa kii baat bhii kahte
Zaheerunnisa Nigar
Ghazal
log sab qiimtii poshaak pahan kar pahu.nche
aur ham jaama-e-sad-chaak pahan kar pahu.nche
Nitin Nayab
Ghazal
Khurshid Khawar Amrohvi
Ghazal
har ko.ii turra-e-pechaak pahan kar niklaa
ek mai.n pairahan-e-KHaak pahan kar niklaa
Ahmad Faraz
Ghazal
naa-qadrii-e-arbaab-e-hunar dekh ke 'shaa.ir'
jo fan se pashemaa.n ho vo fan-kaar hamii.n hai.n