SEARCH RESULTS
Showing search results for "fasiil-e-murda"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "fasiil-e-murda"
Ghazal
charaaG-e-kohna haTaataa fasiil-e-murda se
giyaah-e-KHaam pe shabnam dabiiz-tar kartaa
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
na jaane kab se hai us paar dekhne kii havas
fasiil-e-zaat se uupar zaraa uThaa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
fasiil-e-shahr-e-anaa me.n shigaaf mai.n ne kiyaa
ye kaar-naama KHud apne KHilaaf mai.n ne kiyaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
fart-e-maayuusii ne murda hasrate.n
dafn kar dii hai.n dil-e-biimaar me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "fasiil-e-murda"
Ghazal
ik khurdurii fasiil-e-shab-e-KHvaab-zaar se
phislaa jo aaftaab to chehra khurach gayaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
hawa har ek samt bah rahi hai
aa.nkh ko.ii rukii hu.ii hai
fasiil-e-shahr-e-muraad par
Abrar Ahmad
Nazm
himala
ai himaala ai fasiil-e-kishvar-e-hindustaan
chuumtaa hai terii peshaanii ko jhuk kar aasmaa.n
Allama Iqbal
Nazm
jahan dariya utarta hai
fasiil-e-sub.h-e-mumkin par use chalnaa nahii.n aataa
3
Akhtar Husain Jafri
Nazm
tisri aankh
sitam taaziyaano.n ke qaatil pharere
fasiil-e-zabaan-o-dahan par ga.De the
Hasan Abbas Raza
Nazm
lahu nazr de rahi hai hayat
fasiil-e-aatish-o-aahan bahut buland sahii
badalte vaqt kii raftaar kaun rokegaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
mehr-e-KHuubaa.n KHaana-afroz-e-dil-e-afsurda hai
sho'la aab-e-zindagaanii-e-charaaG-e-murda hai
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
fasiil-e-sarhad-e-maazii dha.Dakne lagtii hai
jo KHvaab nii.nd kaa dar khaTkhaTaane lagte hai.n