SEARCH RESULTS
Showing search results for "fidaa-e-shoKHi-e-inkaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "fidaa-e-shoKHi-e-inkaar"
Ghazal
'zaidii' ne taaza sher sunaa.e ba-ra.ng-e-KHaas
ham bhii fidaa-e-shoKHi-e-inkaar ho ga.e
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
aap kii shoKHii-e-inkaar na.ii baat nahii.n
ye to maa'muul hai sarkaar na.ii baat nahii.n
Syed Mazhar Gilani
Ghazal
arz-e-naaz-e-shoKHi-e-dandaa.n baraa.e-KHanda hai
daavaa-e-jam'iyyat-e-ahbaab jaa-e-KHanda hai
Mirza Ghalib
Sher
in bijliyo.n ko rahne de ai shoKHi-e-nigaah
shaayad KHabar nahii.n hai tujhe jal gayaa huu.n mai.n
Unknown
Non prevalent ghazals
بذوق شوخی اعضا تکلف بار بستر ہے
معاف پیچ و تاب کشمکش ہر تار بستر ہے
Mirza Ghalib
PAGE MATCHES FOR "fidaa-e-shoKHi-e-inkaar"
MORE MATCHES FOR "fidaa-e-shoKHi-e-inkaar"
Non prevalent ghazals
بہ پاس شوخی مژگاں سر ہر خار سوزن ہے
تبسم برگ گل کو بخیہ دامن نہ ہوجاوے
Mirza Ghalib
Ghazal
ye silsila-e-shoKHii-e-jaanaana nayaa hai
irshaad hu.aa hai ki ye diivaana nayaa hai
Johar Siddiqi
Ghazal
ik ashk sar-e-shoKHii-e-ruKHsaar me.n gum hai
aa.iina bhii us husn ke asraar me.n gum hai
Ameen Adirai
Ghazal
shoKHii-e-dard-e-dil-e-zaar gul-e-naGma hai
us kaa har lahja-e-guftaar gul-e-naGma hai
Nirmal Nadeem
Ghazal
shoKHii-e-garmii-e-raftaar dikhaate na chalo
fitna-e-hashr ko siimaab bataate na chalo
Tanvir Dehlvi
Ghazal
chhuu ke aa.ii hai sabaa aaj zaruur un ke qadam
varna ye shoKHii-e-raftaar kahaa.n se aa.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Gamza-o-naaz-o-adaa shoKHii-o-bebaakii-o-husn
ek hii jurm-e-gunah me.n hu.e qaatil do-chaar
Ahmad Hasan Fida
Sher
tah-e-aariz jo farozaa.n hai.n hazaaro.n sham.e.n
lutf-e-iqraar hai yaa shoKHii-e-inkaar kaa rang
Ali Sardar Jafri
Sher
chaltii to hai par shoKHii-e-raftaar kahaa.n hai
talvaar me.n paazeb kii jhankaar kahaa.n hai