SEARCH RESULTS
Showing search results for "gahre"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gahre"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "gahre"
Nazm
wo kamra yaad aata hai
vo halke aur gahre kattha.ii ra.ngo.n kaa ik kamra
vo behad mehrbaa.n kamra
Javed Akhtar
Ghazal
vo vaqt aa gayaa hai ki saahil ko chho.D kar
gahre samundaro.n me.n utar jaanaa chaahiye
Ahmad Faraz
Sher
KHaamosh zindagii jo basar kar rahe hai.n ham
gahre samundaro.n me.n safar kar rahe hai.n ham
Rais Amrohvi
Ghazal
mai.n gahre paanii kii is rau ke saath bahtii rahuu.n
jaziira ho ki muqaabil ko.ii kinaara ho
Parveen Shakir
Nazm
dusra ban-bas
paa.nv sarjuu me.n abhii raam ne dho.e bhii na the
ki nazar aa.e vahaa.n KHuun ke gahre dhabbe
Kaifi Azmi
Sher
tum se haasil hu.aa ik gahre samundar kaa sukuut
aur har mauj se la.Dnaa bhii tumhii se siikhaa
Zehra Nigaah
Ghazal
meraa maalik jab taufiiq arzaanii kartaa hai
gahre zard zamiin kii ra.ngat dhaanii kartaa hai
Iftikhar Arif
Sher
ye aur baat ki chaahat ke zaKHm gahre hai.n
tujhe bhulaane kii koshish to varna kii hai bahut
Mahmood Shaam
Ghazal
KHaamosh zindagii jo basar kar rahe hai.n ham
gahre samundaro.n me.n safar kar rahe hai.n ham

