SEARCH RESULTS
Showing search results for "ghatne"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ghatne"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
piip bahtii hu.ii galte hu.e naasuuro.n se
lauT jaatii hai udhar ko bhii nazar kyaa kiije
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Waseem Barelvi
MORE MATCHES FOR "ghatne"
Ghazal
hamaare siino.n pe ab bhii bahut jagah hai janaab
magar tumhaare hii tarkash me.n tiir ghaTne lage
Nawaz Asimi
Ghazal
is darja paarsaa.ii se ghaTne lagaa hai dam
mai.n huu.n bashar KHataa-e-bashar honii chaahiye
Ata ul Haq Qasmi
Ghazal
jab kiyaa qasd ki ehsaan kisii kaa luu.n mai.n
aabruu ghaTne lagii haath ba.Dhaayaa na gayaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
baato.n kii qiimat jab ghaTne lagtii hai
tab ashko.n ko kaam me.n laanaa pa.Dtaa hai
Abdul Waqar
Ghazal
saa.e ko shaamil-e-qaamat na karo aaKHir-kaar
ba.Dh bhii jaa.e to ye ghaTne ke liye hotaa hai
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
shab-e-maahtaab me.n raat ghaTne ke saath saath
jo samundaro.n me.n ubaal thaa so nahii.n rahaa
Rehana Roohi
Ghazal
din cha.Dhne lagaa tezii se ghaTne lage saa.e
raahii ko.ii ham ko pas-e-diivaar lage hai