SEARCH RESULTS
Showing search results for "gul-e-jannat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gul-e-jannat"
Ghazal
phir fasl-e-gul-o-laala se mahkegaa chaman ye
ham nok-e-sabaa se tujhe tahriir kare.nge
Sameena Gul
Ghazal
mai.n baa-vafaa hii rahaa rah ke be-vafaa.o.n me.n
gul-e-bahaar kii suurat khilaa KHizaa.o.n me.n
Ashraf Gul
Ghazal
Sameena Gul
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
aa.ii kii bhuul jaanaa
आई की भूल जानाآئی کی بھول جانا
سٹپٹا جانا، گھبرانا جانا
dhuul u.D jaanaa
धूल उड़ जानाدُھول اُڑ جانا
خاک اڑ جانا، مٹی اڑ جانا
MORE MATCHES FOR "gul-e-jannat"
Ghazal
gul kii aa.nkho.n me.n machaltii hu.ii yaade.n us kii
rang-o-aahang se badaltaa hu.aa shiisha dekhaa
Sameena Gul
Ghazal
gul kii aa.nkho.n me.n machaltii hu.ii yaade.n us kii
rang-o-aahang se badaltaa hu.aa shiisha dekhaa
Sameena Gul
Ghazal
tujh bin use ye samjhe.n ki hai shola-e-dozaKH
gar ho gul-e-jannat gul-e-dastaar hamaaraa
Rasikh Azimabadi
Ghazal
naam lene se tiraa mai.n huu.n mo.attar hotaa
gul-e-jannat me.n bhii sunte hai.n ki ye baas nahii.n
Mirza Zahirddin Azfari
Ghazal
aah ko baad-e-sabaa dard ko KHushbuu likhnaa
hai bajaa zaKHm-e-badan ko gul-e-KHud-ruu likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
reza-e-sang to aaya gul-e-manzar na sahii
kaasa-e-chashm ko hairat se khulaa rahne do
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
jin pe baarish-e-gul hai un kaa haal kyaa hogaa
zaKHm khaane vaale bhii baaG baaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
shahr-e-gul kii rahne vaalii aagahii
mire zaKHmo.n kii zabaa.n samjhegii kyaa