SEARCH RESULTS
Showing search results for "gul-poshiyaa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gul-poshiyaa.n"
Ghazal
Noor Fatima Noor
Ghazal
KHaar se shanaasaa.ii chashm-poshiyaa.n gul se
ye adaa bhii dekhii hai ham ne baaGbaanii kii
Khalish Barodvi
Ghazal
thaa mahvasho.n kaa saath to gul-paashiyaa.n rahii.n
tanhaa hu.e to miltaa ko.ii KHaar bhii nahii.n
Shahzad Niaz
Ghazal
dil qaabil-e-mohabbat-e-jaanaa.n nahii.n rahaa
vo valvala vo josh vo tuGiyaa.n nahii.n rahaa
Momin Khan Momin
MORE MATCHES FOR "gul-poshiyaa.n"
Sher
chalaa mai.n jaanib-e-manzil to ye hu.aa ma.aluum
yaqii.n gumaan me.n gum hai gumaa.n hai poshiida
Anwar Sadeed
Ghazal
KHanda-e-gul me.n bhii poshiida fuGaa.n ho jaise
shaaKH-e-gul anjuman-e-nauha-garaa.n ho jaise
Kausar Siddiqi
Ghazal
uThii vo ghaTaa rang-saamaaniyaa.n kar
guhar-paashiyaa.n kar zar-afshaaniyaa.n kar
Josh Malihabadi
Ghazal
huu.n mahv-e-husn-e-poshiida pas-e-gul
bahaar-e-be-KHizaa.n hai aur mai.n huu.n
Panna Lal Noor
Ghazal
Shamim Yusufi
Ghazal
aisaa bhii nahii.n dard ke maare nahii.n dekhe
ham ne gul-o-bulbul ke ishaare nahii.n dekhe
Syed Sadiq Ali Haseen
Ghazal
yaado.n ke gul dil ke tuu gul-daan me.n rakh
aaj bhii un kii suurat apne dhyaan me.n rakh
Zaheer Abbas Saer
Ghazal
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
ab ko.ii hujjat nahii.n iqraar ko inkaar se
ishq ne paalii faraaGat husn kii sarkaar se