SEARCH RESULTS
Showing search results for "ham-qafas"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ham-qafas"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ham-qafas"
Ghazal
ham qafas me.n rah ke jis ko aashiyaa.n kahte rahe
thii faqat hadd-e-nazar ham aasmaa.n kahte rahe
Sultana Mehr
Ghazal
kahii.n Thikaanaa nahii.n ham qafas-nasiibo.n kaa
chaman me.n rah ke nasheman banaa ke dekh liyaa
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Ghazal
allaah zindagii hai usii zindagii kaa naam
jab ham qafas me.n hai.n to KHabar hai bahaar kii
Raushan Banarasi
Ghazal
qafas me.n the to gumaa.n thaa khulii fazaa.o.n kaa
khulii fazaa me.n ye ehsaas ham qafas me.n hai.n
Iqbal Umar
Ghazal
ham-qafas kuchh sa.i-e-aazaadii bhii kar
har gha.Dii phir shikva-e-sayyaad kyaa
Nashad Kanpuri
Ghazal
Nawab Nazeer Al-Daula
Ghazal
mausam-e-parvaaz ne 'najmii' pukaaraa thaa magar
par sameTe ham qafas kii tiiliyaa.n dekhaa kiye
Hasan Najmi Sikandarpuri
Ghazal
jaur-e-sayyaad ko laa.e na kabhii KHaatir me.n
ham qafas me.n bhii rahe aise ki aazaad rahe
Shayar Fatehpuri
Ghazal
ab kahaa.n nazzaara-e-gul ab kahaa.n lutf-e-chaman
ek aafat me.n pa.De hai.n ham qafas se chhuuT kar