SEARCH RESULTS
Showing search results for "haul"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "haul"
Nazm
kabhi kabhi
hayaat o maut ke pur-haul KHaarzaaro.n se
na ko.ii jaada-e-manzil na raushnii kaa suraaG
Sahir Ludhianvi
Ghazal
merii in aa.nkho.n ko KHvaabo.n se pashemaanii hai
nii.nd ke naam se jo haul saa aataa hai mujhe
Shahryar
Ghazal
paa.nv kii chaap se mirii dha.Dkan hai ham-navaa
is dasht-e-haul me.n ko.ii naGma-saraa to hai
Jameel Malik
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "haul"
Ghazal
zamaana barsar-e-paikaar hai pur-haul sho.alo.n se
tire lab par abhii tak naGma-e-KHayyaam hai saaqii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ham chaahe.n ki mil jaa.e.n hame.n Dher se motii
sii.Dhii kisii pur-haul samundar me.n lagaa kar
Qateel Shifai
Ghazal
vaa.n us ko haul-e-dil hai to yaa.n mai.n huu.n sharm-saar
ya.anii ye merii aah kii taasiir se na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
safar-e-shab kaa taqaazaa hai mire saath raho
dasht pur-haul hai tuufaan hai aane vaalaa
Wazir Agha
Ghazal
dayaar-e-dard kii pur-haul rahguzaaro.n me.n
tiraa KHayaal ko.ii duusraa musaafir thaa