SEARCH RESULTS
Showing search results for "himmat-e-'farhaad'"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "himmat-e-'farhaad'"
Ghazal
kam nahii.n himmat-e-farhaad se sa.ii-e-taKHliiq
kisii shiirii.n ke liye koh-kanii ho jaise
Shahzad Ahmad
Ghazal
kyuu.n na aasaa.n ho rah-e-ishq ki mere ham-raah
jazba-e-'qais' bhii hai himmat-e-'farhaad' bhii hai
Akhtar Muslimi
Ghazal
ab kyaa khulegii munjamid alfaaz kii girah
vo himmat-e-kashuud-e-ma.aanii bhii le gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
tuu ne sulataanii-e-jamhuur badal dii.n qadre.n
aaj farhaad ko mushkil nahii.n KHusrav likhnaa
Faza Ibn e Faizi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "himmat-e-'farhaad'"
Ghazal
vo quvvat-e-baazuu hai na himmat na shujaa'at
talvaar pa.Dii apnaa hii dam chaaT rahii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
chalte hai.n kuu-e-yaar me.n hai vaqt-e-imtihaa.n
himmat na haarnaa dil-e-biimaar dekhnaa
Parveen Umm-e-Mushtaq
Kulliyat
zinhaar agar KHasta-dilaa.n be-sutuu.n jaa.o
Tuk paas-e-hunar-mandii-e-farhaad karoge
Meer Taqi Meer
Ghazal
tah me.n go hikmat-e-parvez hai raqsaa.n lekin
kaam har ek ba-naam-e-Gam-e-farhaad kare.n
Abu Mohammad Sahar
Ghazal
Wali Uzlat
Ghazal
shoKH-baazaarii thii shiirii.n bhii magar
varna farq-e-KHusrau-o-farhaad kyaa
Momin Khan Momin
Ghazal
kyaa kiijiye is dil kii tasallii ko vagarna
tum aur Gam-e-sheva-e-farhaad karoge