SEARCH RESULTS
Showing search results for "huliya"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "huliya"
Ghazal
arz-e-alam ba-tarz-e-tamaashaa bhii chaahiye
duniyaa ko haal hii nahii.n huliya bhii chaahiye
Jawad Sheikh
Ghazal
tire Guruur kaa huliya bigaa.D Daaluu.ngaa
mai.n aaj teraa garebaan phaa.D Daaluu.ngaa
Jaun Eliya
Ghazal
is gha.Dii kuchh suujhne degii na ye paagal havaa
ik zaraa aa.ndhii guzar jaa.e to huliya dekhnaa
Anwar Masood
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "huliya"
Ghazal
aaftaab chehra thaa jin sharaab-KHvaaro.n kaa
daaG daaG huliya hai un kaa siyaahkaaro.n kaa
Shaad Aarfi
Ghazal
aa.iina dekhiye 'bilqiis' yahii hai.n kyaa aap
aap ne apnaa banaa rakkhaa hai huliya kaisaa
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
dilo.n ko rahtaa hai kuchh din bharam mohabbat kaa
bigaa.D dete hai.n phir huliya ham mohabbat kaa
Ataul Hasan
Ghazal
ik umr ho ga.ii use KHaalii pa.De hu.e
big.Daa hu.aa hai is liye huliya vajuud kaa
Danish Aziz
Ghazal
tujhe pata nahii.n ahd-e-jadiid ke ushshaaq
junuu.n bhii aa.e to huliya nahii.n badalte hai.n
Azwar Shirazi
Ghazal
karte hai.n bahut baat ye viiraanii-e-dil kii
un logo.n ne shaayad miraa huliya nahii.n dekhaa
Mohammad Mustahsan Jami
Ghazal
bataayaa huliya-mubaarak jo umm-e-ma.abad ne
hasii.n lagaa na ko.ii aise KHadd-o-KHaal ke baad