SEARCH RESULTS
Showing search results for "hunuud"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hunuud"
Qita
parvaa nahii.n hai ham ko KHud apne vajuud kii
lekin shikaayate.n hai.n yahuud o hunuud kii
Rais Amrohvi
Ghazal
tajsiim kar rahaa hai vo dast-e-kamaal se
aatish-parast dahriye muslim hunuud KHaak
Arshad Mahmood Arshad
Ghazal
ham apne paa.o.n kii zanjiir aap the varna
ye zaabte ye huduud-o-quyuud kuchh bhii nahii.n
Masood Ahmad
Sher
ab in huduud me.n laayaa hai intizaar mujhe
vo aa bhii jaa.e.n to aa.e na e'tibaar mujhe
Khumar Barabankavi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "hunuud"
Ghazal
aaj bhii intizaar kaa vaqt hunuut ho gayaa
aisaa lagaa ki hashr tak saare hii pal Thahar ga.e
Adeem Hashmi
Nazm
masjid-e-qurtuba
us kii zamii.n be-huduud us kaa ufuq be-saGuur
us ke samundar kii mauj dajla o danyuub o niil
Allama Iqbal
Ghazal
apne faroG-e-husn kii dikhlaa ke vus.ate.n
mere huduud-e-shauq ba.Dhaa kar chale ga.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
paayaa tujhe huduud-e-ta.ayyun se maavaraa
manzil se kuchh nikal ke tiraa raasta milaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
aaraa.ish-e-jamaal se faariG nahii.n hunuuz
pesh-e-nazar hai aa.ina daa.im naqaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
huduud-e-zaat se baahar nikal ke dekh zaraa
na ko.ii Gair na ko.ii raqiib lagtaa hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
huduud-e-vaqt se baahar ajab hisaar me.n huu.n
mai.n ek lamha huu.n sadiyo.n ke intizaar me.n huu.n
Adil Mansuri
Nazm
aaj ki raat
aur kal kii KHabar kise ma.aluum
dosh-o-fardaa kii miT chukii hai.n huduud