SEARCH RESULTS
Showing search results for "husn-e-mah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "husn-e-mah"
Ghazal
husn-e-mah garche ba-ha.ngaam-e-kamaal achchhaa hai
us se meraa mah-e-KHurshiid-jamaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Nazm
hum ko malum hai jannat ki haqiqat lekin
husn-e-mah garche ba-ha.ngaam-e-kamaal achchhaa hai
us se mahbuub miraa achchhaa bahut achchhaa hai
Salahuddin Parvez
Ghazal
ham aur rasm-e-bandagii aashuftagii uftaadgii
ehsaan hai kyaa kyaa tiraa ai husn-e-be-parvaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
chakor husn-e-mah-e-chaar-dah ko bhuul gayaa
muraad par jo tiraa aalam-e-shabaab aayaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
husn-e-maah-o-maahvash sehr-aafrii.n
haa.e jaaduugar pe jaaduugar ha.nse
Ali Manzoor Hyderabadi
MORE MATCHES FOR "husn-e-mah"
Ghazal
KHud-faroshii ko jo niklaa vo aziiz-e-aalam
narKH-e-husn-e-mah-e-kan.aa.n sar-e-baazaar ghaTaa
Qamrun Jan Mushtari
Ghazal
insaa.n kaa haath un kii taraf bhii daraaz hai
paakiizgii-e-husn-e-mah-o-kahkashaa.n kii KHair
Manzoor Ahmad Manzoor
Nazm
katik ka chand
in kii qismat me.n shab-e-maah ko ronaa kaisaa
in ke siine me.n na hasrat na tamannaa ko.ii
Ibn e Insha
Nazm
pichhle-pahar ke sannaTe mein
aa.iino.n me.n husn-e-shikasta dekh rahii hai
kitne chehre TuuTe TuuTe
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Nazm
marg-e-soz-e-mohabbat
aa.o ki marg-e-soz-e-mohabbat manaa.e.n ham
aa.o ki husn-e-maah se dil ko jalaa.e.n ham
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ye ek pal jo hai maj.huul shaKHs kii suurat
mizaaj-e-aagahi-e-maah-o-saal puuchhegaa