SEARCH RESULTS
Showing search results for "imtiyaaz-e-vajuud-o-adam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "imtiyaaz-e-vajuud-o-adam"
Ghazal
har ek shai pe hai yaksaaniyat kaa Galba kyuu.n
ye imtiyaaz-e-vajuud-o-adam uThaane me.n
Rashid Taraz
Sher
miraa vajuud o adam bhii ik haadsa nayaa hai
mai.n dafn huu.n kahii.n kahii.n se nikal rahaa huu.n
Khaleel Mamoon
Sher
puuchhe hai kyaa vajuud o adam ahl-e-shauq kaa
aap apnii aag ke KHas-o-KHaashaak ho ga.e
Mirza Ghalib
PAGE MATCHES FOR "imtiyaaz-e-vajuud-o-adam"
MORE MATCHES FOR "imtiyaaz-e-vajuud-o-adam"
Ghazal
kashiid karte hu.e raahat-e-vajuud-o-adam
diye ke saath rahuu.ngaa na mai.n havaa ke saath
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
hame.n yahii hai munaasib ki ek suu ho le.n
jagah miyaan-e-vajuud-o-adam nahii.n ai dost
Jameel Mazhari
Ghazal
jab kuchh nahii.n KHudaa ke sivaa phir to ai hakiim
saarii ye terii bahs-e-vajuud-o-adam Galat
Waliul Haq
Ghazal
KHayaal-e-duniyaa-o-uqbaa Gam-e-vajuud-o-adam
ka.ii azaab liye umr-e-muKHtasar aa.ii
Nadim Ashrafi Burhanpuri
Sher
sharaab-e-husn-o-mohabbat fashurda-e-anjum
aniis-e-shaam-o-sahar hamdam-e-vajuud-o-adam
Izhaar Malihabadi
Ghazal
'fazaa' hame.n to hai kaafii yahii KHumaar-e-vajuud
hai be-sharaab bhii haasil nasha bahut gahraa
Faza Ibn e Faizi
Sher
ek din Garq na kar de tujhe ye sail-e-vajuud
dekh ho jaa.e na paanii kahii.n sar se uu.nchaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ek din Garq na kar de tujhe ye sail-e-vajuud
dekh ho jaa.e na paanii kahii.n sar se uu.nchaa


