SEARCH RESULTS
Showing search results for "indiraaj"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "indiraaj"
Sher
tumhaare naam ke niiche khi.nchii hu.ii hai lakiir
kitaab-e-ziist hai saada is indiraaj ke ba.ad
Aanis Moin
Ghazal
ham log jii rahe hai.n tire shahr me.n abhii
kiije na indiraaj hamaaraa Galat Galat
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
kyaa dii hai lab-kushaa.ii kii qiimat use bhii dekh
is daftar-e-navaa me.n sabhii indiraaj hai
Hasan Naim
Ghazal
haziimato.n kaa kahii.n bhii to indiraaj nahii.n
har ik varaq na.ii faT.ho.n ke baab rakhte hai.n
Zakiya Shaikh Meena
PAGE MATCHES FOR "indiraaj"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "indiraaj"
Ghazal
un se kis ne kahaa thaa vo mujh ko
fard-e-hastii me.n indiraaj kare.n
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
har ek baat pe kahte ho tum ki tuu kyaa hai
tumhii.n kaho ki ye andaaz-e-guftuguu kyaa hai
Mirza Ghalib
Nazm
jawab-e-shikwa
har ko.ii mast-e-mai-e-zauq-e-tan-aasaanii hai
tum musalmaa.n ho ye andaaz-e-musalmaanii hai
Allama Iqbal
Ghazal
dost ban kar bhii nahii.n saath nibhaane vaalaa
vahii andaaz hai zaalim kaa zamaane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
phir dekhiye andaaz-e-gul-afshaanii-e-guftaar
rakh de ko.ii paimaana-e-sahbaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
jis ne daanista kiyaa ho nazar-andaaz 'vasiim'
us ko kuchh yaad dilaa.e.n to dilaa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Sher
andaaz apnaa dekhte hai.n aa.ine me.n vo
aur ye bhii dekhte hai.n ko.ii dekhtaa na ho
Nizam Rampuri
Sher
Mirza Ghalib
Ghazal
hai du.aa yaad magar harf-e-du.aa yaad nahii.n
mere naGmaat ko andaaz-e-navaa yaad nahii.n





