SEARCH RESULTS
Showing search results for "intikhab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "intikhab"
Ghazal
yahaa.n vo kaun hai jo intiKHaab-e-Gam pe qaadir ho
jo mil jaa.e vahii Gam dosto.n kaa mudda.aa hogaa
Jaun Eliya
Ghazal
isii tarah se agar chaahtaa rahaa paiham
suKHan-varii me.n mujhe intiKHaab kar degaa
Parveen Shakir
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "intikhab"
Ghazal
hazaar safho.n kaa diivaan kaun pa.Dhtaa hai
'bashiir-badr' kaa ko.ii intiKHaab de jaa.o
Bashir Badr
Sher
khultaa kisii pe kyuu.n mire dil kaa mo.aamla
shero.n ke intiKHaab ne rusvaa kiyaa mujhe
Mirza Ghalib
Geet
vo KHush-nasiib hai jis ko tuu intiKHaab kare
KHudaa hamaarii mohabbat ko kaamyaab kare
Sahir Ludhianvi
Ghazal
'zafar' badal ke radiif aur tuu Gazal vo sunaa
ki jis kaa tujh se har ik sher intiKHaab hu.aa


