SEARCH RESULTS
Showing search results for "izhaar-e-shukriya"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "izhaar-e-shukriya"
MORE MATCHES FOR "izhaar-e-shukriya"
Ghazal
adaa-shanaas-e-nigaaraa.n hamii.n to hai.n 'az.har'
sanaa-e-husn ham ahl-e-suKHan se niklii hai
Zameer Azhar
Ghazal
jab se chho.Dii hai tamannaa-e-sukuu.n ai 'az.har'
har kaThin raah ko hamvaar kiye baiThe hai.n
Zameer Azhar
Ghazal
tamaam nau ke naira.ng us me.n hai.n 'az.har'
Gazal tirii hai ki aa.iina-e-bahaar-o-KHizaa.n
Zameer Azhar
Ghazal
KHudaa ke liye tuu bhii ab so jaa 'az.har'
sivaa tere KHalq-e-KHudaa so rahii hai
Zameer Azhar
Ghazal
ujle ujle se shab-o-roz kahaa.n ab 'az.har'
un shab-o-roz ke hai.n ab to fasaane baaqii
Zameer Azhar
Ghazal
aa.ii jo yaad 'az.har' shab ko jafaa-e-yaaraa.n
chashm-e-vafaa ke nam se phir nii.nd hii na aa.ii
Zameer Azhar
Ghazal
Zameer Azhar
Ghazal
na chhup sakegaa Gam-e-zindagii kaa ruKH 'az.har'
na Daal us pe fareb-e-KHayaal kaa aa.nchal
Zameer Azhar
Ghazal
tuu agar ai mire saalaar isii me.n KHush hai
rehn rakh dete hai.n dastaar bhii talvaar ke saath
Azhar Kamal Khan
Ghazal
'az.har' guzar rahe hai.n shab-o-roz is tarah
aa.nkho.n me.n ko.ii pyaar kaa manzar nahii.n rahaa
Azhar Kamal Khan
Ghazal
ko.ii iz.haar-e-vafaa aap se kaise kartaa
baat kah dene kii jur.at to kabhii dii hotii
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
ham se kartaa na talab kam se kam iz.haar-e-KHushii
is tarah aur bhii jiinaa hame.n dushvaar kiyaa
Azhar Nadvi
Ghazal
Ikramullah Khan Azhar
Ghazal
jahaa.n sach bolnaa hai jurm 'az.har'
vahaa.n kyaa kaam hai ahl-e-safaa kaa